Torghar ko dobara zilla mansehra me zhm karne ki itlaghat drust nahi or na hi ayesa hone denge Torghar ki ghewar awam ko har dor hukomat me nazar andaz kia gaya leakin ab apne hoqok k tahaffuz k liye kisi kisam ki qurbani se daregh nahi karenge un khayalat ka izhar unhon ne zilla Torghar k Pashton Student Fedretion k rehnuma Farooq Shekwal ne apne bayan me kia unhon ne kaha hen k zilla Torghar ka shumar pasmanda treen izlag men hota hen or zilla me ghurbat or berozgare men battadrej izafa hon raha hen lehaza hukomat chenne k bajaen zilla Torghar ko bunyade sholyat ki farahimi yaqene banai jaen..
written by Imtiaz khan